संदेश

जुलाई, 2021 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

Kya Bina Dadhi Wala Shakhs Taqbeer De To Namaz Ho Jayegi Jabki Dusra Dadhi Wala Shakhs Waha Mojud Ho

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 77 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Kya Bina Dadhi Wala Shakhs Taqbeer De To Namaz Ho Jayegi Jabki Dusra Dadhi Wala Shakhs Waha Mojud Ho* *✍️JAWAB:-* *📇 Dadhi Mundane Wala Ya Ek Musht Se Kam Rakhne Wala Shakhs Fasiq He Uski Azan Or Iqaamat Dono Makrooh He Fasiq Ki Azan Ka Ae'aada Karna Bahetar Or Iqaamat Me Ae'aada Ki Hajat Nahi Namaz Ho Jayegi Magar Azan Or Iqaamat Ba Shara'a Shakhs Se Hi Karai Jaye Jaisa Ki Fatawa Baraily Shareef Me He Fasiqe Muallin Ki Azan Makrooh He Ae'aada Kiya Jaye Agar Fitna Wa Fasaad Ka Andesha Na Ho Or Iqaamat Ki Takrar Mashrooa Nahi Lihaza Iqaamat Dubara Na Kahen Durre Mukhtar Me He* *(لااقمة) لمشروعة تكراره في الجمعة دون تكرارها* *📚 (Fatawa Baraily Shareef, S-68)* *⚔ SULHE KULLI NABI KA NAHI SUNNI...

Agar Kisi Sunni Aalim Ko badmazhab Wahabi Devbandi Se Milne Ko Man'a Kiya Jaye To Is Par Wo Kahe Jitna Sahi Karna Tha Maine Kar Diya Ab Iske Aage Kuch Nahi Ho Sakta To Us Aalim Par Kya Huqm Hoga

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🖼ﺃﻋﻮﺫ ﺑﺎﻟﻠﻪ ﻣﻦ ﺍﻟﺸﻴﻄﺎﻥ ﺍﻟﺮﺟﻴﻢ ﺑِﺴْــــــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ* *السلام علیکم ورحمۃ اللہ وبر ر کا تہ🖼* *अल्लाह के नाम से शुरू जो बहुत मेहरबान रहमत वाला..* *🕋 الصــلوة والسلام عليك يارسول الله ﷺ 🕋* *👉 post 74 ✔️*  *📝SAWAL-:* *📇 Agar Kisi Sunni Aalim Ko badmazhab Wahabi Devbandi Se Milne Ko Man'a Kiya Jaye To Is Par Wo Kahe Jitna Sahi Karna Tha Maine Kar Diya Ab Iske Aage Kuch Nahi Ho Sakta To Us Aalim Par Kya Huqm Hoga* *✍️JAWAB-;* *📇 In Ka Shumaar Bhi Unhi Me Se Hai Allah Ta'ala Farmata Hai Tum Me Se Jo Inse Dosti Rakhega Woh Beshaq Inhi Me Se Hai Aur Hazrate Ali Radiallah Ta'ala Anhu Farmate Hain Dushman 3 Hain Ek Tera Dushman Or 1 Tere Dost Ka Dushman Aur 1 Tere Dushman Ka Dost Yun Hi Allah Ta'ala Ke 3 Dushman Hai 1 To Ibteda Us Ke Dushman Woh Kaafir Asali Hain 2ra Woh Ke Mahboobane Khuda Ke Dushaman Hain Jaise Dewbandi, Wahabi, Mirzaya, Raafzi,.3ra Woh Hai Ke In Dushamanoñ Me Kisi Ke Dosat Haiñ Ye Sab Adaullah...