संदेश

जून, 2020 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

AALIM BE AAMAL KI TAUHEEN

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 AALIM BE AMAL KI TAUHEEN 🥀* Sawal:- Kya Aalim Be Amal Ki Tauheen Bhi Kufr Hai.? Jawab:- Ba Sabab E Ilm E Deen Aalim Be Amal Ki Tauheen Karna Bhi Kufr Hai Aalim Be Amal Bhi Ilm E Deen Ki Wajah Se Jahil Ibadat’Guzaar Se Ba’Darjaha Afz O Behtar Hai Mere Aaqa Aala Hazrat Imam E Ahle Sunnat Maulana Shah Imam Ahmad Raza Khan (رحمة الله علیہ) Farmate Hain Aur Quran Sharif Unhe(Yaani Ulama E Haq) Ko Mutlaqan Waris Bata Raha Hai Hatta Ke Un(Me) Ke Be Amal(Aalim) Ko Bhi Yaani Jabke Aqaid E Haq Par Mustaqeem(Yaani Sahi Ul Aqeeda Sunni) Aur Hidayat Ki Taraf Daee(Bulane Wala) Ho Ke Gumrah(Aalim) Aur Gumrahi Ki Taraf Bulane Wala(Maulvi) Waris E Nabi Nahi Nayeb E Iblees Hai... وَالعِياذُ بِالله تعالٰى Haa’n Rab ﷻ Ne Tamam Ulama E Shariyat Ko Kaha’n Waris E Ambiya Farmaya Hai.? Yaha’n Tak Ke Unke Be Amal Ko Bhi! Haa’n Wo Humse Puchye Maula Farmata Hai. ثُمَّ اَوۡرَثۡنَا الۡکِتٰبَ الَّذِیۡنَ اصۡطَفَیۡنَا مِنۡ عِبَادِنَا ۚ فَمِنۡہُمۡ ظَالِمٌ لِّنَفۡسِہٖ ۚ وَ مِنۡہُمۡ مُّقۡتَصِ...

AGAR IMAM KHULE AAM KOI GUNAH KARTA HAI TO KYA USKE PEECHE USKA TAZKIRA KARNA GIBAT HOGI

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *_सवाल------ अगर इमाम खुले आम कोई गुनाह करता है तो क्या उसके पीछे उसका तज़किरा करना गीबत होगी,_* *_जवाब------ जो गुनाह छिपकर किये जाते हैं उनका किसी के सामने ज़ाहिर करना यक़ीनन गीबत है मगर जिसको खुद ही अपनी इज़्ज़त वो वक़ार की परवाह ना हो तो ऐसे की बुराई बयान करना हरगिज़ गीबत नहीं,ऐसी हालत में पहले इमाम को तम्बीह की जाऐ अगर वो मान जाऐ तो ठीक वरना बिला शुबह मुक़तदियों को उसके पीछे नमाज़ पढ़ने से रोका जाए,_* *📚 बहारे शरीअत हिस्सा 16 सफह 151* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

AGAR IMAM SE GALATI HO JAYE JISSE KI NAMAZ KHRAB HO GAI MAGAR MUQTADIYON KO PATA NA CHALE

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *_सवाल---- अगर इमाम से कोई गलती हो जाये जिस से कि नमाज़ खराब हो गई मगर मुक़तदियों को पता ना चले तो क्या तब भी उन मुक़तदियों की नमाज़ होगी और किया वो कुसूर वार ठेहरेंगे_* *_जवाब----- अगर इमाम की नमाज़ फासिद तो सबकी फासिद अगर मकरूह तह़रीमी तो सबकी वाजिबुल इयादा हां मगर ऐसी सूरत में मुक़तदी गुनहगार नहीं होंगे,जब इमाम बता दे तब उस नमाज़ का इयादा करना पड़ेगा,और अगर इमाम नें नहीं बताया तो क़यामत के दिन उसे सबकी नमाज़ का हिसाब देना होगा,_* *📚 फतावा रज़विया जिल्द 1 सफह 226* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

KOI IMAM BADMAJHABO KE YAHA KHULLAMKHULLA KHAYE TO KYA HUKM HAI

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *_सवाल ------- अगर कोई इमाम साहब बद मज़हबों के यहाँ ऐलानिया खुल्लमखुल्ला खाता है बद मज़हबों से मेल जोल रखता है उनके यहाँ शादी बयाह में जाता है और अपने यहाँ बद मज़हबों को शादी बयाह में बुलाता भी है और ऐ इमाम भी है तो इसके पीछे नमाज़ पढ़ना कैसा,_* *_जवाब ----- वो फासिक़ है उसके पीछे नमाज़ जायज़ नहीं,और वो इमामत के लायक नहीं,जबतक कि ऐलानिया तौबा ना कर ले,_* *📚अहकामे शरीयत हिस्सा 2 सफह 174* 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

KISI AALIM KO BURA KAHENA KAISA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴 *🥀 KISI AALIM KO BURA KEHNA KAISA 🥀* Sawal:- Agar Ek Aalim Dusre Aalim Ko Bura Bhala Kahe To Kya Hukm Hai.? Jawab:- Mere Aaqa Aala Hazrat Imam E Ahle Sunnat Maulana Shah Imam Ahmad Raza Khan (رحمة الله علیہ) Farmate Hain Aalim E Deen Ko Bura Kehna Agar Uske Aalim E Deen Hone Ke Sabab Hai To Kufr Hai Aur Aurat Nikah Se Bahar... Khawah Bura Kehne Wala Aalim Ho Ya Jahil... Aur Aalim Sunni Ul Aqeeda Ki Tauheen Jahil Ko Jayez Nahi Agar’che Us (Aalim Be Amal) Ke Amal Kaise Hi Ho... Aur Bad’Mazhab O Gumrah Agar’che Aalim Kehlata Ho Use Bura Kaha Jayega Magar Usi Qadar Jitne Ka Wo Mustahiq Hai... Fuhas Kalma(Yaani Gandi Gaali) Se Hamesha Ijtenab(Bachna) Chahye. 📚[Fatawa Razviya/Jild:-21/Page:-294] 👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑 *🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*