KISI AALIM KO BURA KAHENA KAISA

🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴🏁🔴






*🥀 KISI AALIM KO BURA KEHNA KAISA 🥀*





Sawal:- Agar Ek Aalim Dusre Aalim Ko Bura Bhala Kahe To Kya Hukm Hai.?

Jawab:- Mere Aaqa Aala Hazrat Imam E Ahle Sunnat Maulana Shah Imam Ahmad Raza Khan (رحمة الله علیہ) Farmate Hain Aalim E Deen Ko Bura Kehna Agar Uske Aalim E Deen Hone Ke Sabab Hai To Kufr Hai Aur Aurat Nikah Se Bahar...

Khawah Bura Kehne Wala Aalim Ho Ya Jahil...

Aur Aalim Sunni Ul Aqeeda Ki Tauheen Jahil Ko Jayez Nahi Agar’che Us (Aalim Be Amal) Ke Amal Kaise Hi Ho...

Aur Bad’Mazhab O Gumrah Agar’che Aalim Kehlata Ho Use Bura Kaha Jayega Magar Usi Qadar Jitne Ka Wo Mustahiq Hai...

Fuhas Kalma(Yaani Gandi Gaali) Se Hamesha Ijtenab(Bachna) Chahye.

📚[Fatawa Razviya/Jild:-21/Page:-294]





👑👑👑👑👑👑👑👑👑👑
*🏁 MASLAKE AALA HAZRAT 🔴*

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Kya Bina Dadhi Wala Shakhs Taqbeer De To Namaz Ho Jayegi Jabki Dusra Dadhi Wala Shakhs Waha Mojud Ho

ईमाम के पीछे किराअत करना कैसा*

AALIM KAUN HOTA HAI AUR AALIM KISE KAHTE HAI AALIM KI TARIF KYA HAI 1⃣